Taiba main marr kay thanday chalay aao ankhain band
seedhi sarakk yeh shehr e shafa'at nagar ki hai
yani is shair main imam Ahmed raza kahan (r.a) us hadees ki janib ishara frma rahey hain
k jis mian Sayyed-e-Aalamﷺ ney irshaq frmaya k "tum main sey jis sey yeh ho sakey k
madiny main mary to mar jaye k jo madiny main mary ga mian uski shafa'at kron ga"
yani jo madina main marey ga wo mutmain rahey k bss Aqa ﷺki shafa'at paeye ga .