Monday, 19 May 2014

Homemade Snickers Bars


Banana and Almond Butter Ice Cream


Anaar sy Fish Banainv


Awesome Apple Art


Bunny Bread Rolls


Carrot Food Art


Carrot Patch Cake


Instant Chocolate Cake Layer


Oranges Peel Candle


Blisters (Chalay) In Mouth

Blister is a mouth disease usually affects children and also occurs in adults. Here is useful tip by Zubaida Tariq for preventing blisters.

•Take coriander powder little bit mix it with honey and eat it.

•Apply glycerin on effected areas.

•Take 1 banana with 1 cup yogurt and eat it daily.
                                       
                            

منہ کے چھالوں کے آرام کے لیے تھوڑا سا دھنیہ پاؤڈر شہد میں ملا کر کھائیں- یا پھر گلیسرین بھی متاثرہ جگہ پر لگائیں جاسکتی ہے- اس کے علاوہ ایک کیلا اور ایک کپ دہی بھی روزانہ کھائی جاسکتی ہے-

Wednesday, 14 May 2014

Onion Salt


By drying the leaves & peel of onion in shade and salt can be accessed.


پیاز کے چھلکے اور پتے سایہ میں خشک کر کے پیاز کا نمک حاصل کیا جاسکتا ہے-

Tuesday, 13 May 2014

Mohabat


Apni "Neend" se kuch es liye bhi "Mohabat" hai mujhy

Jatay waqat us ne kaha tha ab mujhy "Pana" tumhry liye "Khawab" hai


Abhi kuch bhi nahin badla.

Abhi kuch bhi nahin badla,
Darakhton par wohi mausam abi tak muskuratey hain,
Abhi tak surmeyi shamain hamarey sath roti hain,
Abhi tak mere honton per tumhare honton ki khushbu
Raqss karti hai,
Abhi tak meri ankhon mein tumhare khawb hanstey hain,
Abhi tak mere hathon per tumhari ungliyon
ki narm pooron se likhey sab harf
zinda hain,
Abhi tak mere seeney mein tumhari saans chalti hai,
Abhi to raston par doodhiya pairon se parney waley
sarey naqsh qayem hain,
Abhi almaariyon mein sarey tohfey gungunatey hain,
Tumhare khat abhi bhi raat ki tanhai mein mujh se,
Tumhari baat kartey hain,
Bohat se saal guzrey hain,
Bohat se waqt beeta hai,
Meri chahat nahin beeti,
Meri himmat nahin guzri,
Abhi kuch bhi nahin badla,
Abhi kuch bhi nahin badla,
Agar chaho,
Agar samjho,
Meri maano,
To laut aao…


" حسد "

ایک زہر ہے جسے
" انسان "
خود پیتا ہے اور توقع دوسرے کے مرنے کی کرتا ہے !

Save Wheat Flour From Insects

1) Keep the box of wheat flour at dry surface with its cover, in this way insects can’t spoil the flour.

2) Bind Tezpat (Commelina leaves) with tarlatan bag and keep it in flour.

3) Mix Crushed black cumin, salt and water then Shape into small round flattened balls, dry it and place it in wheat flour. It helps to keep away wheat flour from insects. 


آٹے کا کنستر ڈھاک کر خشک جگہ رکھیں ۔ اس طرح کیڑے نہیں پڑتے۔ تیزپات کے پتے لے کر ململ کی باریک ڈھیلی پوٹلی میں باند کر آٹے میں رکھیں۔

سیاہ زیرہ لے کر موٹا موٹا کوٹ لیں ۔ اس میں نمک پسا ہوا ملا کر زرا سا پانی ملا کر ٹکیہ سی بنا لیں۔ خشسک کر کے آٹے میں رکھیں کیڑا نہیًں پڑے گا 

Top 5 Kitchen Cleaning Tips!



Kitchen is the heart of home. So it is necessary to make it clean. Here are the top 5 tips for keeping your kitchen sparkling clean, which will hopefully make your cleaning life much easier!




• Add 1 cup of white vinegar to your empty dishwasher and start a ‘normal’ wash. This will eliminate smells and lime scales from the stainless steel interior.

• Boil rhubarb leaves in pans that have burnt during cooking for 3-5 minutes. Drain and wipe away any residue.

• To clean a kettle or jug, boil it with water and white vinegar. This will clean all the scale from inside.

• To make glass oven-doors shine like new, drench a VIVA Paper Towel with brown vinegar and leave on the glass for an hour, then wipe dry.

• To rid your cutting board of onion, fish or garlic smells, cut a lemon or lime in two and rub the surface with the fruit.

How To Store Meat Without Freezer


Preserving Meat Without Fridge
Many people have forgotten this old method of preserving meat without freezer. It is one of the easiest methods available and doesn't take too much time. Let’s try this tips that how to store meat without freezer from the desk of Pakistan famous dr bilquis.


Method

======

First apply salt on meat then gives it heat under a half quantity of water, just after 24 hours gave it heat again. This tips will help to use meat till 3 to 4 days without freezer.
طریقہ

====

گوشت میں نمک ڈال کر آدھا پانی ڈال کر جوش دے لیں۔ 24 گھنٹے کے بعد پھر ایک بار گرم کرلیں۔ اس طرح کرنے سے گوشت تین چار دن تک بغیر فریج کے رکھا جاسکتا ہے یا گوشت کے ٹکڑے کرکے نمک سرکہ لگائیں پھر چھری اور کانٹے سے گہرے کٹ لگا کر انہیں ہلکا سا تیل لگا کر رکھیں۔ اس سے گوشت پر جو پیڑی سی جم جاتی ہے ۔ وہ دوبارہ نہیں جمے گی

Monday, 12 May 2014

Oily Skin Solution In Urdu Hindi

Chikni (Oily) Jild kaise thek ho:
Chikni jild se chutkara hasil karne k liye hafty main 1 dafa kaly (Banana) k past main chand drops lemon k rus k mix kar k chahre ya koi b jild k hisy par lagain our 2 ghanty bad saaf pani se dho lain.



Make Face Massage At Home In Urdu Hindi


Face Ka Massage Khud Ghar Main Banain:
1 Spoon Chane ka Ata (Floor) 1 adad lemon ka rus, our char badamoo ka chora le kar dodh main achy se mix kar k Face our Gardan par halky hathoo se message karain or khushk hone ya taqreeban 10 minute baad saaf pani se dho lain.



Saturday, 10 May 2014

Solution Of Hair Dandruff In Urdu Hindi

Sir ki sikri khatam karne ka liye 2 chamch dahi, 1 chamch sarsoo ka tail our 1 cahmch shakar mila kar mix kar lain.is k baad is ko sir main baloo ki jaroo main achi tarha laga kar 1 ghanty k baad saaf pani say dho lain.our agly din shampoo say doo lain.

Note: is ko aftay ma 1 dafa zaroor lagain aap ko kuch he haftoo ma faraq nazar aye ga.





How To Get Rid From Wrinkles Hand Tip In Urdu And Hindi

Hathoo Hand ki jhuriyaan door karna:
Rozana raat ko sony se pehle kisi achy qisam k lotion yaa cold cream hathoo par mal lain our achy se jazab karain thori dair baad hathoo ko tisu se saaf kar k soo jain our subo hath dho lain.



How To Slim Fat Lips Tip In Urdu Hindi

Moty hontoo ko patla karne k liye phatkari bareek piec kar is main Arq-e-Gulab mila lain our hontoo pay rozana lagain. chand dino main hont patly ho jain gy. 


Hair Loss Problem Tip In Urdu Hindi

Baloo ka girna kaise thek ho?
Girte howe baloo (Hair) ko rokne k liye rozana kalwanji ka oil baloo ma lagain.
chand haftoo ma faraq nazar aye ga.



Kitnay Gharoor


Kitnay Gharoor Mai Hai Wo Mujhe Tanha Chor K “Saqi”
Unhein Maloom Nahi Meray Aansu Mujhe Tanha Honay Nahi Detay

Saqi ne Jise chaha


Shidat e Ishq


Quwat e Ishq


Kitab e Ishq


Wednesday, 7 May 2014

Pait Kam Karne Ka Asan Totka

Everyone wants to reduce their tummy for getting smart body shape. Try this easy homemade tummy reducing cream that is specially brought to you from the desk of Pakistan famous dermatologist Dr. Khurram. 

Try this homemade Tummy Reducing Cream that is specially brought to you from the desk of expert dermatologist Dr. Khurram. 


Ingredients: 

• Lanolin .......4tbsp 

• Bees wax.....2tbsp 

• Emulsifying wax....2tbsp 

• Sunflower oil......5-6tbsp 

• Water.....6tbsp 

• Glycerin......2tbsp 

• Borax cream.....2tbsp 

Method: 

Mix all the indgredients so that it becomes a cream. Then apply it on the tummy area. Cover the area with a malmal cloth. Along with this cream also follow the diet tips of dr. Khurram and do excercise regularly


Tuesday, 6 May 2014

Make Face Mask In Home Very Easily

Face Mask Ghar Main Banain:
Multani miti main aik spoon Honey 2 spoon zetoon ka oil mila kar achi trha mix kar lain our isy achi trha chahry or gardan (Neck) par laga lain.10 se 15 minute k andar yeh mask khusk ho jane par dho lain.mask ka doran batain karne se parhez karain.


How To Shiny Teeth Tip In Urdu Hindi

Dantoo ko kaise Chamkain?
Dantoo ko chamkane k liye lemon ka rus le kar Tooth Brush is ma beego kar rozana is se daant saaf karain.
daant motiyoo ki tarha chamkne lage ge.


mehndi design


Mehndi design


Mehndi



Mehndi


friendship hoi nai, farmaishan shuru

Sardar: i really like you.
Girl: meri chappal ka size pata hai na ?
Sardar: lo kr lo gal, friendship hoi nai, farmaishan shuru.

1st Pathan: O yara Bike q tez krdi.

1st Pathan:
O yara Bike q tez krdi.
2nd Pathan:
Break fail ho gya ha is se pehle accident ho jai jaldi se ghar phuch jate hen.
1st Pathan:
Good!
or tez,or tez!

Teacher: 10 fruits k naam btao

Teacher:
10 fruits k naam btao…
Sardar:
1 amrood,
.
.
.
1 Saib,
.
.
.
.
.
Tey 8 Maltey

3 pathan ek bike pe ja rahe they

3 pathan ek bike pe ja rahe they
Trafic constable ne rokney k liye hath diya
Pathan: abay pagal hai kya…!
Pehle hi 3 bethe hain tu kaha bethe ga?

sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha

sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..

4 Pathan train k piche bhag rahe thay

4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey
To train men logon ne kaha
WELDONE
Pathan: khaak well done?
Jana to unhen tha hum to chorne aaey thay.

Sardar going to shikaar


Sardar darvaze pe Gun liye khara tha
Wife: y r  standing here?


Sardar: Sher k shikar pe ja raha hon
Wife: To jao na..!
Sardar: Kase jaon baher KUTTA khara hai

Apne Aap Mai Nadam Bara Hoa

Qatal Bi Yaar Thay Mere Maqtol Bi Aziz
Wasif Mai Apne Aap Mai Nadam Bara Hoa



Zaamana Kharab Hai



Yaad Rahe Ga

Wo Sham Wo Rukhsar Ka Sman Yaad Rahe Ga
 Wo Shehr Wo Kocha Wo Makan Yaad Rahe Ga
 Wo Tain K Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi
 Wo Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga 



Koi Aj Chalya Koi Kal Chalya

Koi Ban Gaya Ronaq Pakhian Di, Koi Chor Ke Sheesh Mehal Chalya
 Koi Palya Naaz Te Nakhrian Wich, Koi Rait Garam Te Thal Chalya
 Koi Bhul Gaya Maqsad Aawan Da, Koi Kar Ke Maqsad Hal Chalya
 Ithay Har Koi Fareed Musafar Ae, Koi Aj Chalya Koi Kal Chalya


Monday, 5 May 2014

visaal-e-yaar


Ye na thi hamari kismat ke visaal-e-yaar hota,
Agar aur jeetey rehtey, yehi intezaar hota


Mere dil di kahani

Mere dil dii kahaani paarh
Kisi aur nuu yaar baanaaveen naa,
Menu soch samaaj kay dil dayveen
Mere naaal mazaaq banaaveen naaa
Iss pyaar vich role hunde nay
Dil qaaim rakheen ghabraveen naaa
Jay tuu maangain tay main jiind vii daysaan
Par kisii hor nuu yaar banaveen naaa
Vayri jaag sara iss pyaar daa aay
Bay qaadray nuu dard sunaveen naaa
Aae dunia bhari hee zaalim aay
Aynuu kaadi v dukh sunaveen naaa
Har aik nai honda pyaar day kabil
Aae  gaal mari tuu bulaveen naaa
Jay miil jaway tenu yaar suchaa
Us yaar nuu kadin ganvaeen naaa



Dam Tor Dia

Mahfilain Lut Gayen Jazbat Ne Dam Tor Dia
Saaz Khamosh Hain Naghmaat Ne Dam Tor Dia
Har Mussarat Gham-e- Deeroze Ka Unwaan Bani
Waqt Ki God Main Lamhaat Ne Dam Tor Dia
An Gint Mahfilain Mahroom Charaghan Hai Abhi
Kon Kahta Hai Ke Zulmaat Ne Dam Tor Dia
Aaj Phir Bujh Gaye Jal Jal Ke Umeedon Ke Charagh
Aaj Phir Taaron Bhari Raat Ne Dam Tor Dia
Jin Se Afsana -e -Hasti Mai Tasalsul Tha Kabhi
In Mohabbat Ki Rawayaat Ne Dam Tor Dia
Jhilmilatay Huay Ashkon Ki Lari Toot Gayi
Jagmagati Huyi Barsaat Ne Dam Tor Dia
Haaay Aadab-e- Mohabbat Ke Takazay Saghir
Lab Hilay Aur Shikayaat Ne Dam Tor Dia

Wafa Hai Muj Main

Ab Tu Bas Jaan Hi Deni Ke Bari Hai Mohsin
Main Kahan Tak Sabat Karon Ke Wafa Hai Muj Main



Tark-e Mrasam

Ab To Hamain Bi Tark-e Mrasam Ka Dukh Nahi Par 
Dil Ye Chahta Hai Ke Aaghaz Tu Kare 




Sunday, 4 May 2014

Meri Tanhai Ko Mera Shoq

Meri Tanhai Ko Mera Shoq Na Samajna
 Bohat Pyar Se Dia Hai Ye Tuhfa Kisi Ne 


khwaish

Aaye Khushiyon Ka Mausam Bahar Ban Kar 
Har Kanta Barsaye Phool Tum Par
 Gham Chup Jaye Khushiyon Ku Rah Dikhakar 
Pareshaniyan Bichad Jaye Sukoon De Kar
 Har Nafrat Tum Se Door Hojaye Mohabbat De Kar
 Har Khwaish Puri Hojaye Dua Bankar 


Ye kamyabian ezaat ye naam tum say hay

Ye kamyabian ezaat ye naam tum say hay,
Khuda ne jo b deya hay mukam tum say hay,

Tumhary dam say hay mery lahoo mein khilty gulab,
Mery wajood ka sara nizam tum say hay,

Kanha bisaat janhan aor main  kamsan o nadan,
Ye meri jeet ka sb ehtamam tum say hay,

Janhan janhan hay meri dushmani sabab main hon,
Janhan janhan hay mera ehtram tum say hay,,!!!!!


Tuje Eid Pe Kuch

Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon
Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon  Roshan Roshan
Jis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon
Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan


Rangeen Nahi Rakhe Aansoo

Ye Acha Hoa Ke Qudrat Ne Rangeen Nahi Rakhe 
Aansoo Warna Jis Ke Daman Pe Girte Wo To Badnaam Ho Jata 


Dosti ka sarmaya

Kabhi hum roothe kabhi wo roothe
Kabhi hum ne manaya kabhi unho ne manaya
Or is terha chalta raha yeh dosti ka sarmaya
Thii hmare dost ko hum se shakayat
Magar woh hum se yeh keh na paya
Thii us ko hume chorne ki hassrat
Magar who dost hum se alag reh na paya
Or is terha chalta raha yeh dosti ka sarmaya.


Talash Kisi Bewafa Ki Thi

Ham Bawafa Thay Is Liye Nazron Se Gir Gaye
 Shayad Usay Talash Kisi Bewafa Ki Thi